Lamhe Guzar Gaye Lyrics

Lamhe Guzar Gaye Song Information:
Song: lamhe guzar gaye.
Movie: PIKU
Singer: Anupam Roy
Lyrics: Anupam Roy
Music: Zee Music Company
Release Date : 08 May, 2015





Lamhe Guzar Gaye Song Lyrics

Lamhe guzar gaye
Chehare badal gaye
Hum the anjaani raaho mein
Pal mein rula diya
Pal mein hasa ke phirr
Reh gaye hum ji raaho mein

Thoda sa paani hai rang hai
Thodi si chhaon hai
Chubhti hai aankho mein dhoop
Yeh khuli dishao mein
Aur dard bhi meetha lage
Sab fasle yeh kam huye

Khwabo se raste sajane to do
Yaado ko dil mein basane to do
Lamhe guzar gaye
Chehare badal gaye
Hum the anjaani raaho mein

Thodi si berukhi jaane do
Thodi si zindagi hai
Laakho swalo mein dhundhu kya
Thak gayi yeh zameen hai
Jo muil gaya yeh aasma
To aasma se maangu kya

Khwabo se raste sajane to do
Yaado ko dil mein basane to do
Lamhe guzar gaye
Chehare badal gaye
Hum the anjaani raaho mein
Pal mein rula diya
Pal mein hasa ke phirr
Reh gaye hum ji raaho mein

Lamhe guzar gaye lamhe guzar gaye
Lamhe guzar gaye lamhe guzar gaye
Lamhe guzar gaye lamhe guzar gaye


Play Lamhe Guzar Gaye Song